Durood e Ibrahim Sharif In Hindi English Urdu | Durood Sharif
Durood e Ibrahim Tarjuma
Durood e Ibrahim ShaACrif In Hindi
Durood e Ibrahim Sharif In English
Durood Sharif Ki Fazilat …!!!
Durood e Ibrahim Sharif
اللّٰہُمَ صَلِّ عَلٰی مُحَمَّدٍ وَّ عَلٰٓی اٰلِ مُحَّمَدٍکَمَا
صَلَّیْتَ عَلٰٓی اِبْرٰھِیْمَ وَعَلٰٓی اٰلِ اِبْرٰہِیْمَ اِنَّکَ
حَمِیْدٌ مَجِیْدٌ ⁰ اللّٰہُمَ بَارِکْ عَلٰی مُحَمَّد ٍوَّ عَلٰٓی اٰلِ مُحَّمَدٍکَمَابَارَکْتَ عَلٰٓی اِبْرٰھِیْمَ وَعَلٰٓی اٰلِ اِبْرٰہِیْمَ اِنَّکَ حَمِیْدٌ مَجِیْدٌ ⁰
Durood e Ibrahim
Durood e Ibrahim Tarjuma
Tarjama:- (Ay Allah Rahmat Nazil Farma Mohammad (ﷺ) Par Aur Unki Aal Par Jis Tarah Tune Rahmat Nazil Farmayi Ibraahim Par Aur Unki Aal Par Beshaq Tu Qaabil-e-Taarif Hai Aur Badi Shaan Wala Hai.
Ay Allah Barkat Naazil Farma Mohammad (ﷺ) Par Aur Unki Aal Par Jis Tarah Tune Barkat Naazil Farmayi Ibraahim Par Aur Unki Aal Par Beshaq Tu Qaabil-e-Taarif Aur Badi Shaan Wala Hai)…!!!
Durood e Ibrahim Sharif In Hindi
अल्लाहुम्मा सल्ली अला मोहम्मदींव व’अला आली मोहम्मदीं कमा सल्लैता अला इब्राहिमा व अला आली इब्राहिमा इन्नका हमीदुम्माजीद।
अल्लाहुम्म बारीक अला मोहम्मदींव व’अला आली मोहम्मदीं कमा बारकता अला इब्राहिमा व अला आली इब्राहिमा इन्नका हमीदुम्माजीद।।।
तर्जमा:– (ऐ अल्लाह रहमत नाज़िल फरमा मुहम्मद (ﷺ) पर और उनकी आल पर जिस तरह तूने रहमत नाज़िल फरमाई इब्राहिम पर और उनकी आल पर बेशक तु क़ाबिल ए तारीफ़ है और बड़ी शान वाला है।
ऐ अल्लाह बरकत नाज़िल फरमा मुहम्मद (ﷺ) पर और उनकी आल पर जिस तरह तूने बरकत नाज़िल फरमाई इब्राहिम पर और उनकी आल पर बेशक तु क़ाबिल ए तारीफ़ है और बड़ी शान वाला है।)
Durood e Ibrahim Sharif In English
Allahumma Salli Alaa Muhammad-Diwñ Wa-Alaa Aali Muhammad-Diñ Kamaa Sallaita Alaa Ibraahima Wa-Alaa Aali Ibraahima Inna-Ka Hamidoom-Majeed.
Allahumma Baarik Alaa Muhammad-Diwñ Wa-Alaa Aali Muhammad-Diñ Kamaa Baarakta Alaa Ibraahima Wa-Alaa Aali Ibraahima Inna-Ka Hamidoom-Majeed…!!!
Tarjama:- (O Allah, your mercy is on Muhammad (ﷺ) and on his blessings, just as you have revealed mercy on Ibrahim and on his words, you are certainly worthy of praise and of great glory.
O Allah, Barkat Nazil on Muhammad (ﷺ) and his blessings, as you have blessed Ibrahim and on his Almighty, surely you are worthy of praise and of great glory.)
Durood Sharif Ki Fazilat …!!!
1️⃣Durood-O-Salaam Padhne Se Imaan Me Barkat Hoti Hai…!!!
2️⃣ Durood-O-Salaam Padhne Se Dil Me Huzoor-e-Aqdas (ﷺ) Se Sachhi Mohabbat Paida Hoti Hai…!!!
3️⃣ Durood-O-Salaam Padhne Se Huzoor-e-Aqdas (ﷺ) Ki Raza Haasil Hoti Hai…!!!
4️⃣ Durood-O-Salaam Ki Kasrat Karne Se Gunaho Se Bakhshish Hoti Hai…!!!
5️⃣ Durood-O-Salaam Ki Kasrat Karne Wala Huzoor-e-Aqdas (ﷺ) Ka Mahboob Ho Jaata Hai…!!!
6️⃣ Durood-O-Salaam Padhne Se Dil Me Imaan Ka Noor Paida Hota Hai…!!!
7️⃣ Durood-O-Salaam Padhne Se Tangdasti Aur Pareshaniya Door Hoti Hai…!!!
8️⃣ Durood-O-Salaam Ki Kasrat Karne Walo Ke Maathe Par Likh Diya Jaata Hai Ki Ye Dozakh Se Aazaad Hai…!!!
9️⃣ Durood-O-Salaam Ki Kasrat Karne Walo Ko Khwaab Me Sarkar (ﷺ) Ki Ziyaarat Nasib Hogi…!!!
Durood-O-Salaam Padhne Walo Ka Khaatima Imaan Par Hoga Insha’Alla…!!!
1️⃣1️⃣ Durood-O-Salaam Ki Kasrat Karne Walo Ko Qayaamat Me Huzoor-e-Aqdas (ﷺ) Shafa’at Nasib Hogi…!!!
1️⃣2️⃣ Durood-O-Salaam Ki Kasrat Karne Walo Ke Dil Me Allah Ta’ala Imaan Ko Naqsh Farma Dega…!!!
!!!…Farmaan-e-Sarkar Mujaddid-e-Alfi_Saani…!!!
(رضی اللہ تعالٰی عنہ)
Koi Din Me Hazaar (1000) Martaba Durood Sharif Padhe Aur Huzoor-e-Aqdas (ﷺ) Ki Gustakhi Ko Thande Pet Se Sun Le (Maaz’Allah) To Uska Durood-O-Salaam Padhna Uske Muh Par Maara Jaayega…!!!!
!!…Allah O Akbar…!!!
✍Note:- Koi Shakhsh Agar Din Bhar Me Zayada Se Zyada Durood Sharif Bhi Padh Le Aur Agar Uske Dil Me Sarkar-e-Do_Aalam (ﷺ) Ke Dushman Yazidi, Wahabi, Deobandi, Tablighi Jama’at Shia Qadyani, Ahlehadees, Wagairahum Se Nafrat Na Ho To Unka Durood-O-Salaam Padhna Uske Muh Par Maara Jaayega…!!!
UNKE DUSHMAN KA JO DUSHMAN NAHI SACH KAHTA HUÑ,,,
DA’WA BE-ASL HAI JHUTI HAI MOHABBAT TERI…!!!
1️⃣ Durood-e-Sarkar Mufti-E-Aazam (رضی اللہ تعالٰی عنہ)
اَللّٰہُ رَبُّ مُحَمَّدٍ صَلّٰی عَلَیْہِ وَسَلَّمًا o نَحْنُ عِبَادُ مُحَمَّدٍ صَلّٰی عَلَیْہِ وَسَلَّمًا o وَعَلٰی زَوِیہِ وَاٰلِہٖ اَبَدَ الدُّھُورِ وَکَرَّمَا o
- Islamic Symbols
- islamic-books-fatwa-article-naat-speech
- Jamaat e Aula Dars E Nizami Aula Jamaat 1st Year Books
- Jamaat e Sabia Arabic Shuroohat
- JSON Viewer
- Juma Taqreer – Taqreer – Bayan – Speech
- Kanz ul Iman English
- karbala taqreer
- Khursheed Ahmad Naat Lyrics
- Khwateen-Ki-Mehfl-e-Melad-1
- List of participants at the Battle of Badr